For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Ibrahim (Ibrahim Alayhis Salaam ka qissa)

1) INTRODUCTION OF IBRAHIM ALAYHIS SALAAM!!

●Ibrahim Alayhis Salaam is the 6th Prophet in order.

● He is considered as one of the greatest Prophet and there is a surah with his name too known as Surah Ibrahim.

● He is known as KHALIL-ULLAH (the friend of ALLAH) because of his immense closeness with ALLAH.

● He is very popular in almost all religions including Islam, Christianity & Judaism and is well respected by all as a fatherly figure and that is why he is also known as ABUL-AMBIYA which means the "Father of the Prophets." 

[•Ibrahim Alayhis Salaam tarteeb ke aitbaar se chhate Nabi hai.

• Unka martaba Nabiyo mei se ek khaas Nabi ka hai aur unke naam se bhi ek surah Quraan mei aati hai jise Surah Ibrahim kaha jata hai. 

• Ibrahim a.s. ko KHALIL-ULLAH kaha jata hai jiska mayna hota hai "ALLAH ka dost" kyuki wo ibadat mei ALLAH ke be-inteha qareeb the.

• Ibrahim Alayhis Salaam ka naam taqreeban saare mazhabo mei izzat se liya jaata hai aur unhe walid ya baap ki shakhsiyat di jati hai jiski waja se unhe ABUL-AMBIYA bhi kaha jata hai jiska mayna hota hai Nabiyo ke walid/baap.]
Slide 1 of 23

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us