For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Ibrahim (Ibrahim Alayhis Salaam ka qissa)

10) IBRAHIM ALAYHIS SALAAM TURNED TO HIS COMMUNITY!!

After preaching the message to his father, Ibrahim alayhis salaam now turned to his community.

"And (remember) Ibrahim when he said to his people: Worship ALLAH (alone) and fear him, that is better for you if you know." (29:16)

"You worship besides ALLAH nothing but idols and you only invent falsehood.

Verily, those whom you worship besides ALLAH have no power to give you provision, so seek your provision from ALLAH and worship him and be grateful to him. 
To him you will be brought back" (29:17)

"And if you deny, then nations before you have denied (their messengers). And the duty of the messenger is only to convey (the message) clearly." (29:18)

[Apne walid ko deen ki dawat dene ke baad Ibrahim alayhis salaam ab apni qaum ki taraf palte. 

Unhone apni qaum ko samjhaate hue kaha ke: Ae logo! Sirf ALLAH ki hi ibadat karo aur uske liye hi taqwa ikhtyar karo, ye tumhare liya behtar hai agar tum ilm rakhte hote.

Tum ALLAH ko chodkar aur buto ki ibadat karte ho aur jhoot gadhte ho.
Beshak, jinki tum ALLAH ke siwa ibadat kar rahe ho unke paas koi taqat nahi hai ke tumhe rizq de sake, isliye apne rizq ki talab sirf ALLAH se karo aur usi ki ibadat karo aur uske shukr guzaar ban jao. Tum usi ki taraf lautaye jaoge.

Aur agar tum haq jhutla rahe ho to yaqeenan pehli qaumo ne bhi apne rasoolo ko jhutla diya tha. Aur rasoolo ka kaam sirf khullam khulla paigham pohcha dena hai.]
Slide 10 of 23

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us