For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Ibrahim (Ibrahim Alayhis Salaam ka qissa)

11) LOGICAL REASONING WITH THE COMMUNITY!!

Ibrahim alayhis salaam tried in every possible way to make his community understand the truth with logical reasons.

He said-
"Dont you see that how ALLAH originates creation, then repeats it. Verily that is easy for ALLAH" (29:19)

"..Travel in the land and see how  He(ALLAH) originated creation, and then ALLAH will bring forth the creation in the hereafter. Verily, ALLAH is able to do all things."

He further explained that-
"(It is ALLAH) who guides and gives food and drink. It is He who cures when his creation is ill and it is He who will cause His creation to die and bring it to life on the Day of Resurrection."
 (26:78-81)

[Ibrahim alayhis salaam ne har jayaz koshish kari apni qaum ko samjhane ki taake wo haqiqat ko pehchan sake.

Unhone apni qaum se kaha ke kya tum dekhte nahi ho ke kis tarah ALLAH makhlooq paida karta hai aur phir use dubaare uthaane ki taqat rakhta hai aur ye kaam uske ke liye bohot asaan hai.

Tum zameen mei chalo phiro aur iss baat ki haqeeqat dekho.

Mera rabb to wo hai jo apni makhlooq ko rehnumai ata karta hai, rizq deta hai, paani deta hai, bimari mei shifa deta hai aur phir tamaam makhlooq ko fanaa karke use dubara jee uthaane ki taqat bhi rakhta hai.]
Slide 11 of 23

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us