For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Dawood (Dawood Alayhis Salaam ka qissa)

11) THE GUIDANCE FROM ALLAH!!

ALLAH forgave Dawood ‘alayhis salaam and directed him to be a just ruler that listens to both the parties before making a decision.

Qur'aan mentions-
"So We forgave him; and indeed, for him is nearness to Us and a good place of final return (paradise)." (38:25)

Then ALLAH said-
"O Dawood, indeed We have made you a successor upon the earth, so judge between the people in truth and do not follow (your own) desire, as it will lead you astray from the way of ALLAH.

Indeed, those who go astray from the way of ALLAH will have a severe punishment for having forgotten the Day of Judgement." (38:26).

[ALLAH ne Dawood ‘alayhis salaam ko maaf kardiya aur sath sath unhe ek ADIL HUKMARAAN (insaaf karne wala leader) banne ki rehnumai bhi di jis par ye lazim hai ke wo dono fareeqo (parties) ki pehle baat sune aur phir hi koi faisla kare.

Qur'aan mei ALLAH farmate hai ke-
"Ae Dawood! Beshak hum ne aapko is zameen ka khaleefa (zimmedaar) banaya hai to logo ke darmyaan haq aur insaaf ke sath faisla karye aur apne khwaishe nafs ki pairvi na karye nahi to aap ALLAH ke raaste se bhatak jayenge.

Beshak wo log jo ALLAH ke raaste se bhatak gaye unke liye sakht azaab hai kyuki unhone hisaab kitaab ke din ko bhula rakha hai."]
Slide 11 of 12

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us