For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

1️⃣1️⃣ CONDITIONS OF FIGHTING!!

At first, the Muslims were given permission to fight with the Quraish only because they were the first to oppress Muslims in Makkah.

Later, the permission was given to fight against any tribe or any other religious group that oppressed Muslims or broke their contracts with them.

But before fighting, ALLAH gave some terms and conditions to Muslims that they must follow during war.

These are-
Do not kill any child, any woman, or any elder or sick person.

• Do not burn or cut down trees.

• Do not kill animals except for food.

• Do not destroy the villages and towns and do not spoil the cultivated fields and gardens.

• Do not destroy church or any other places of worship or religious leaders (like monks, priests)

• Do not kill those who surrender (even if they are lying at that moment)

• Don't hit/strike your enemies on their faces for ALLAH created all humans in the image of Adam ‘alayhis salaam

• Do not run from the middle of the war because it is one of the major sins.
• Be good to prisoners of war and feed them.
(All these points are collected from Sahi Hadiths)

[Shuru mei Musalmaano ko sirf Quraish se jung karne ki ijazat mili thi kyuki unhone hi Musalmaano par Makkah mei zulm zyadtiya kari thi.

Lekin phir Musalmaan ko ijazat milti gayi ke wo kisi bhi qabile/groh ya doosre mazhab ke logo se jung kar sakte hai jo unpar zulm kare ya apne ahed tode.

Lekin jung se pehle, ALLAH ne kuch sharte rakh di thi Musalmaano par jo unhe jung ke dauraan nahi karni thi.

Jaise ke-
• Baccho ko, aurto ko, buzurgo ko aur beemaro ko qatl nahi kar sakte.

• Darakhto ko na jala sakte aur na kaat sakte.

• Kisi bhi jaanwar ko nahi maar sakte siwaye khaane ke liye.

• Gaao aur shehro ko tabah nahi kar sakte aur naahi khetyo aur baagho ko kuch nuksaan pohcha sakte.

• Girja gharo ko ya kisi bhi ibadat khaano ko nuksaan nahi pohcha sakte aur naahi unke andar rehne walo ko maar sakte.

• Unhe nahi maar sakte jo surrender karde yaani hathyaar daal de (chahe wo us waqt jhoot hi kyu na bol rahe ho)

• Apne dushmano ke chehro par nahi maar sakte aur na kharaab kar sakte kyuki ALLAH ne har insaan ki takhleeq Adam ‘alayhis salam ki soorat se ki hai.

• Jung ke maidaan se nahi bhaagna..ye bohot bada gunah hai.

• Jungi qaidyo se acchi tarah pesh aana hai aur unhe khaana khilaana hai.
(Ye sab points sahi haditho se ikhatha kiye gaye hai)]
Slide 12 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us