For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Ibrahim (Ibrahim Alayhis Salaam ka qissa)

13) IBRAHIM ALAYHIS SALAAM MADE A PLAN!!

An idea struck in the mind of Ibrahim ‘alayhis salaam to prove to his community that the idols they worshipped are useless and cannot harm him anyhow.

He knew that there was going to be a GREAT FESTIVAL at the bank of the river (as usual) which the whole community attends.

So when the day came, people asked him that isnt he coming?
"He (Ibrahim Alayhis Salaam) replied: Verily! I am sick."(37:89)

"So they (people) turned away from him and departed" (37:90)

Ibrahim alayhis salaam didnt go because his plan was to destroy the idols in the temple.

📍When Ibrahim alayhis salaam said he was ill, he didnt mean physically but mentally because of the wrong- doings of people.
So sometimes, when it is necessary to hide a truth, such incomplete sentences are permissible and this is known as TAURIA which is not a form of lying.

[Ibrahim alayhis salaam ke dimaag me ek tadbeer aayi jisse ki wo apni qaum ko ye ehsaas dila sake ke jin buto ki wo ibadat karte hai wo bekaar hai aur unka kuch nahi bigaad sakte.

Unhe yaad tha ke humesha ki tarah nadi ke kinaare ek BADA MELA lagne wala hai jismei puri qaum jaati hai.

Jab wo din aa gaya to logo ne unse poocha ke kya tum nahi chal rahe?
Ibrahim alayhis salaam ne jawaab diya ke mai bimaar hu. To log waha se chale gaye.

Halaake Ibrahim alayhis salaam isliye ruke the take wo unke buto ko tabah kar sake jo unki ibadat- gah mei lage hue the.

📍Ibrahim alayhis salaam ne jab ye kaha tha ke mai bimaar hu..to unka matlab jismani taur par nahi tha balke dimaaghi taur par tha apni qaum ki buraiyo ki wajah se.

Isliye kabhi kabhar jab haqiqat chupani zaroori ho to aise mei iss tarah se aadha adhoora kalaam karna jayaz hai jise TAURIA kaha jata hai aur ye jhoot ki qisam nahi hoti.]
Slide 13 of 23

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us