For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

1️⃣2️⃣ SARIYAH AND SARIYAAT!!

Prophet Muhammad ﷺ began the preparations to build a strong Muslim army in order to face the enemies.

ARCHERY 🏹 and HORSE RIDING was taught to Muslims so that they could participate with full strength.

Prophet organized these trained Muslims into small groups known as SARIYA.

There were 4 important tasks of these Sariyas-
• To protect the boundary of Madinah and to gather information about any suspicious activities of enemies.

• To alert the enemies that now they are ready to face them, so they should stop troubling them.

• To develop good relations with people outside Madinah and to make contracts/agreements with them so that they won't help the Quraish or other enemies of Muslims.

• To spread the message of Islam.

[Nabi ﷺ ne tayyariya shuru kardu taake Musalmaano ki ek zabardast aur mazboot fauj tayyar ho jaaye dushmano ka muqabla karne ke liye.

TEER ANDAAZI aur GHUD SAWARI Musalmaano ko sikhayi gayi taake wo poori taqat ke sath ismei hissa le sake.

Nabi ne in trained faujiyo ko chote chote groups mei baat diya jinhe SARIYA kaha jaata tha.

In Sariyo ke 4 zaroori kaam the-

• Madinah ki boundary/hado ki hifazat karna aur dushmano ki harkat ka pata lagaana.

• Dushmano ke saamne apni taqat ka muzahira karna yani alert karna taake wo apni harkato se baaz aa jaye.

• Madinah ke bahar logo se acche talluq banana aur unse mowhida lena taake wo Quraish ya baqi dushmano ki madad na kare.

• Islam ka paighaam logo tak pohchana.]
Slide 13 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us