For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

1️⃣3️⃣ MUSLIMS GAINING CONFIDENCE!!

Prophet Muhammad ﷺ did not go with these Sariyahs but appointed someone from the Sahabas to head the group.

The first Sariyah went outside Madinah under the leadership of HAMZAH رضي الله عنه
The Muslims were represented with a WHITE FLAG.

The aim of sending these Sariyahs was not to have a war with the Quraish but to alert them that now the Muslims would not tolerate any of your acts.

Prophet Muhammad ﷺ sent Sariyahs one after the other outside Madinah which actually troubled the Quraish.

They started developing a fear that how come the weak Muslims of Makkah gained so much confidence to face them.

Also, these Sariyahs helped the Muslims to develop good relations with people outside Madinah and hence, spread Islam.

[Nabi ﷺ in Sariyaat mei khud nahi jaate the lekin Sahabao mei se kisi ek ko us group ka leader bana kar bhejte the.

Pehli Sariyah Madinah ke bahar HAMZAH رضي الله عنه ki leadership meu bheji gayi.
Musalmano ki numaindagi pehli baar SAFED JHANDE se ho rahi thi.

In Sariyaat ko bhejne ka maqsad QURAISH SE JUNG KARNA NAHI THA lekin unhe aagah/alert karna tha ke ab Musalmaan unki harkate aur zyada nahi sahenge.

Nabi ﷺ in Sariyo ko Madinah ke bahar ek ke baad ek bhej rahe the jisse waqai Quraish ko pareshani ho rahi thi.

Unhe dheere dheere khauf aa raha tha ke kis tarah se ye Makkah ke kamzor Musalmaan itne hausle se unka saamne kar rahe hai.

Itna hi nahi, in Sariyaat ki madad se, Musalmaan Madinah ke bahar logo se apne talluqaat acche kar paa rahe the aur phir isi se Islam phail raha tha.]
Slide 14 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us