For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

1️⃣4️⃣ DIFFERENCE BETWEEN SARIYAHS AND GHAZWAAT!!

Sariyahs were those military journeys in which Prophet Muhammad ﷺ did not go, but sent a small group of his companions.

But,
Ghazawat are those military journeys in which Prophet Muhammad ﷺ WENT HIMSELF with a LARGE ARMY.

There is a difference of opinion among scholars that how many Ghazawat actually took place. 
Some says 17, some 19, some 23 etc

Ibn Is'haaq رضي الله عنه has quoted that 27 is the correct amount and that majority of them agree upon 27.
(ALLAH knows best)

But out of all these Ghazawat, there were only some important ones in which actual fighting took place.
(Which we’ll learn step by step).

[Sariyaat wo fauji safar the jismei Nabi ﷺ ne khud shirkat nahi kari lekin unhone Sahabao ka ek chota group bana kar usmei bheja.

Aur, 
Ghazawat wo fauji safar the jismei Nabi ﷺ ne KHUD SHIRKAT KARI jismei wo apne saath ek badi fauj ko lekar jaate the.

Isme ulemaao ki ikhtelaaf e raaye hai ke kul milakar kitne Ghazawat pesh aaye the.
Kuch kehte hai 17, kuch 19, kuch 23 wagera wagera.

Ibn Is'haq رضي الله عنه ke nazdeeq, 27 sahi raaye hai jispar zyadatar ulema ittefaaq rakhte hai.
(ALLAH behtar jaanta hai).

Lekin in sab Ghazawat mei se sirf kuch hi aise ahem Ghazawat the jismei asal jung pesh aayi (jo hum ek ek karke padhenge)].
Slide 15 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us