For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

1️⃣5️⃣ QIBLAH BACK TO KABAH!!

Prophet Muhammad ﷺ was well informed that the LAST and FINAL QIBLAH of Muslims would be KABAH.

Although he said nothing but he wished in his heart looking upon the sky again and again hoping that ALLAH might return the qiblah back to them soon.

ALLAH describe this beautifully in Qur'aan-
"Verily, We have seen the turning of your face towards the sky. Surely, We shall turn you to a Qiblah that shall please you, so turn your face in the direction of Masjid e Haram"(2:144)

This changing of Qibla towards Kabah was commanded after 16 or 17 months after coming to Madinah.
(Mentioned in Sahi Bukhari #41)

Muslims were praying Zuhr namaaz led by Prophet Muhammad ﷺ and they all were in the position of rukoo when the commandment came.

There and then, everyone changed their direction to Kabah in a disciplined and a dignified manner.

Imagine the beautiful view Subhan'Allah!

[Nabi ﷺ ko is baat ka acchi tarah ilm tha ke Musalmaano ka aakhri Qiblah Khana e Kabah hi hoga.

Halaanke wo kuch nahi kehte the lekin wo baar baar aasmaan ki taraf dekhte the is umeed se ke ALLAH jald hi unka Qiblah unhe wapis lauta de.

ALLAH Qur'aan mei ise itni khoobsurti se bayaan karte hai ke-
"Beshak, Hum aapka chehra baar baar aasmaan ki taraf pherne ko dekhte hai. Yaqeenan hum aapko aapke asal Qible ki taraf pher denge jisse aap raazi/khush ho jayenge, to pher lijiye apna chehra Masjid e Haraam ki taraf." (2:144)

Madinah aane ke 16-17 mahine baad ye hukum aaya ke dobara se Qiblah Khana e Kabah ki taraf kar liya jaaye.
(Sahi Bukhari #41)

Jab ye hukum aaya to Musalmaan Zuhr ki namaaz padh rahe the jise Nabi ﷺ padha rahe the aur wo sab RUKOO ki halat mei the.

Ain usi halat mei, behadd khoobsurati aur discipline ke sath sabne apna rukh Khana e Kabah ki taraf kar liya.

Subhan'Allah..wo kya khoobsurat manzar hoga. Sochye!]
Slide 16 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us