For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Ibrahim (Ibrahim Alayhis Salaam ka qissa)

17) THE BURNING PLOT FOR IBRAHIM ALAYHIS SALAAM!!

People were left speechless with the answers of Ibrahim alayhis salaam and were ashamed of themselves as they failed to save their gods. 

Now, all they could do was to use their power to punish Ibrahim alayhis salaam so as to get rid of him.

"They said (to each other): Burn him and help your gods if you want to do something" (21:68)

"Construct for him a furnace (a fire pit) and throw him into the burning fire." (37:97)

According to the tafsirs of Ibn Abbas and Ibn Kathir, people decided to build the biggest fire pit they could. For several days, people collected wood and regarded this as a service to their gods.

For throwing Ibrahim alayhis salaam in fire, a big catapult (like this🏹) was prepared to shot him down.

Finally the day came, and everyone gathered to see the iconic burning.
Ibrahim alayhis salaam was put in catapult with his hands and feet tied & was ready to be thrown.

[Log Ibrahim alayhis salaam ke jawaabo se la- jawaab ho gaye the aur sharminda bhi the ke wo apne ilaho ko bachane mei naqaam ho gaye. 
Ab unke paas ek hi chaara tha ke wo apni taqat se Ibrahim alayhis salaam ko saza de aur unse picha chudvaye.

"Wo aapas mei kehne lage ke isko jala do aur apne ilaho ki madad karo agar tum kuch karna chahte ho."

"Iske liye ek aag ka ghada tayyar karo aur ise jalti hui aag me phek do."

Tafsiro ke mutabiq, logo ne iraada kar liya tha ke wo jitna bada ho sake aag ka ghada tayyar karenge aur phir kayi dino tak usko bharne ke liye log lakdiya ikathi karne lage take apne ilaho ko khush kar sake.
Sab badh chadhkar hissa le rahe the.

Ibrahim alayhis salaam ke liye ek bada teer kamaan ya gulel ki tarah ki ek chiz bhi tayyar ki gayi take unhe aag mei pheka ja sake.

Akhirkaar wo din aa gaya aur sab ikhatha hoke is manzar ko dekhne ke liye betaab the.

Ibrahim alayhis salaam ko usmei hath pair baandhke daala gaya aur phekne ki puri tayyari ho gayi.]
Slide 17 of 23

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us