For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Ibrahim (Ibrahim Alayhis Salaam ka qissa)

19) THE KING CALLED IBRAHIM ALAYHIS SALAAM !!

The whole society was amazed to see Ibrahim alayhis salaam coming out from the fire but they stood blind in love of their gods that a clear miracle too did not move them.
 The fire did not burn Ibrahim alayhis salaam but it burnt the hearts of disbelievers. They were more angry than before.

ALLAH said-
"They wanted to harm him, but We made them the worst losers" (21:70)

Meanwhile, this news spread to the ears of the king of that time whose name was NAMROOD.

Namrood was a proud man because of the wealth and status he had. 
He forgot that the one who gave him all this is the only one worthy of being worshipped.

Moreover, he thought himself to be a god.

He called Ibrahim alayhis salaam to his court.

[Puri qaum is mojze ko dekh kar hairaan reh gayi lekin wo apne jhoote ilaho ki mohabbat mei andhe hi khade rahe. 

Aag Ibrahim alayhis salaam ko jala na saki lekin aag ne unke seeno ko jala diya. Wo ghusse se aur zyada bhadak gaye.

ALLAH farmaate hai ke: "Wo log unko (Ibrahim ko) nuksaan pohchana chahte the lekin humne unko hi badtareen tariqe se haarne wala bana diya.

Usi dauraan, ye khabar uss waqt ke baadshah ke paas pohchi jo apne KHUDA HONE KA dawah karta tha.

Us badshah ka naam NAMROOD tha aur wo apne maal and rutbe ki waja se intehai takabbur mei rehta tha. 
Wo ye bhoola baitha tha ke jis rabb ne use ye sab diya hai wohi sirf ibadat ke layaq hai.
Usne Ibrahim Alayhis Salaam ko apne darbaar me bulane ka hukum diya.]
Slide 19 of 23

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us