For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

1️⃣ SCENARIO BEHIND JUNG E BADR!!

The people of Quraish continued to trouble the Muslims by one way or the other.

A man from Quraish named as Kurz along with some other Mushrikeen attacked the animals of Muslims and looted them.

Prophet Muhammad ﷺ along with 70 Muhajireen went to catch those people but could not find them.

But this time, Prophet ﷺ did not stop because the Quraish people were getting out of their limits to trouble Muslims even when they had left Makkah.

The scholars say that this was not a minor raid, this was a part of a big planning by Quraish to RAID MADINAH and destroy Muslims which they failed to attempt.

For next 3-4 months, Prophet ﷺ was in search of an opportunity to raid the caravan of Quraish too so that they might learn a lesson.

For this, Prophet appointed some men to watch and collect news about the Quraish caravans that when and where are they coming from.

[Quraish ke log Musalmaano ko ek na ek tareeke se pareshan kare jaa rahe the.

Quraish ka ek aadmi jiska naam Kurz tha usne kuch aur Mushrikeen ke sath milke Musalmaano ke jaanwaro par hamla kiya aur unhe loot liya.

Nabi ﷺ ne 70 Muhajireen ke sath milke un logo ko pakadne ki bohot koshish kari lekin wo bhaag gaye.

Lekin is baar, Nabi ﷺ khamosh nahi baithe kyuki Musalmaano ko sataane ke liye Quraish ab apni saari hade tod raha tha jabke ab Musalmaan Makkah chod ke bhi aa gaye the.

Mufassireen ke mutabiq, ye koi mamooli raid nahi thi balke ye Quraish ki ek badi planning ka hissa thi taake Musalmaano ko aur Madinah ki zameen ko wo log tabaah kar sake.

Nabi ﷺ ab agle 3-4 mahino tak ek aise mauqe ki talaash mei the ke wo Quraish ke aane wale kisi bade qaafile ko loote taake wo sabaq seekh sake.

Iske liye Nabi ne kuch aadmiyo ko muqarrar kiya taake wo Quraish ke qaafilo ki khabar rakhe ke wo kab aa rahe hai aur kaha se aa rahe hai.]
Slide 19 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us