For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Sulaiman (Sulaiman Alayhis Salaam ka qissa)

2) CHILDHOOD STORY OF SULAIMAN ‘ALAYHIS SALAAM!!

From childhood only, Sulaiman ‘alayhis salaam was extremely intelligent.

He observed his father in making judgements and with time, ALLAH gave more wisdom and deeper intelligence to Sulaiman ‘alayhis salaam (sometimes more than Dawood ‘alayhis salaam).

One day, two people came to Dawood ‘alayhis salaam and presented their dispute. 

One of the man's flock of sheep entered the other one's farmland and grazed all the crops, destroying all his harvest.

So, this man whose crops were destroyed wanted a judgement from Dawood ‘alayhis salaam.

Remembering ALLAH's advice, Dawood ‘alayhis salaam first asked the owner of the flock that is that statement correct?

The man said yes, my flock of sheep destroyed his farm and I was not even aware of that. 

[Bachpan se hi, Sulaiman ‘alayhis salaam behadd samajhdar the.

Wo aapne walid ko dekhte the ke wo kis tarah logo ke darmyaan haq ke sath faisle karvate the aur waqt ke sath sath, ALLAH ne Sulaiman ‘alayhis salaam ko bhi khoob samajh- bhooj aur hikmat ata ki aur baazo waqt, wo apne walid se zyada samajhdaari ke faisle karte.

Ek din, 2 log apna muqadma Dawood ‘alayhis salaam ke saamne lekar aaye.

Ek shakhs ke bhed doosre shakhs ke baagh mei ghus gaye aur uski saari fasle tabah kar di.
Ab wo jiski fasle tabah hui thi wo bohot pareshan tha aur koi faisla chahta tha.

ALLAH ki nashihat ke mutabiq, pehle Dawood ‘alayhis salaam ne uss shakhs se poocha jiske wo bhed the ke kya sachme aisa hua?

Usne kaha: Ji haa, mere bhed ne uski fasle kharaab kardi jabki mujhe khabar bhi nahi thi.]
Slide 2 of 22

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us