For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Zakaria (Zakaria Alayhis Salaam ka qissa)

2) THE FAMILY OF IMRAN!! 

Imran was NOT any prophet or messenger.
But he was a noble man and he was known for his piety.
His family was known as one of the best families of all time.

ALLAH honoured him and his entire family so much that there is an entire chapter in the Qur'aan named after them known as AAL- E-IMRAAN.

Imran had a pious wife whose name was HANNAH.

Hannah's sister was married to Zakaria ‘alayhis salaam.

[Imran koi Nabi ya rasool NAHI the.
Lekin wo ek nek shakhs the jinhe log unki sharafat aur taqwe ki waja se jaante the.

Unka ghar aur gharwale ba-izzat log the aur wo sab ek behetreen misaal qayam karte hai.

ALLAH ne Imran aur unke ghar walo ko ek behetreen sharaf diya hai aur unke naam se Qur'aan mei ek surat aayi hai jise AAL-E-IMRAAN kaha jata hai.

Imran ki ek nek biwi thi jinka naam HANNAH tha.

Hannah ki behen ki shaadi Zakaria ‘alayhis salaam se hui thi.]
Slide 2 of 14

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us