For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Ibrahim (Ibrahim Alayhis Salaam ka qissa)

2) BIRTH OF IBRAHIM ‘ALAYHIS SALAAM!!

Ibrahim ‘Alayhis Salaam was born in a place called Ur which is now in Iraq. 

He was born in a typical family & society of IDOLATERS which means that the whole community worshipped other gods or idols instead of ALLAH. 

Apart from idols, the community also worshipped MOON, SUN and STARS.

His father himself made idols with his hands and was a very firm disbeliever.
The name of his father was AAZAR.


[Ibrahim ‘Alayhis Salaam 'Ur' naam ki ek jagah par paida hue the jo aaj ke Iraq mulk mei hai. 

Unki paidaish ek aise ghar aur ek aisi qaum mei hui jo kattar MUSHRIKEEN thi yani wo log ALLAH ke siwaye alag alag murtiyo ya buto ki ibadat karte the.

Murtiyo ke alaawa wo log CHAND, SOORAJ aur SITAARO ki bhi ibadat karte the.

Unke waalid to is intiha ke mushrik the ke wo apne haatho se khud murtiya banate the. 
Unke walid ka naam AAZAR tha.]
Slide 2 of 23

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us