For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Hud (Hud Alayhis Salaam ka qissa)

2) COMMUNITY OF PROPHET HUD ALAYHIS SALAAM!

● The community of Hud Alayhis Salaam was known as AAD who lived in a valley known as AL-AHQAF. (46:21)

● The people of this community were CRAFTSMEN & ARCHITECTS who had great wealth and power and ruled over vast areas.

● It was the most powerful community of that time who built extraordinary palaces, building, houses, towers, temples and so on which reflected their talent, physical strength & power.

[Hud Alayhis Salaam ki qaum ko qaume AAD kaha jata tha jo ek waadi mei rehti thi jise AL- AHQAF kaha jata tha.

Is qaum ke log behetreen kaarigar the aur taameeri kaamo ke maahir the.

Ye log bohot taqatwar aur maaldaar the aur dunya ke bohot se ilaqo mei hukumat karte the.

Ye qaum us waqt ki sabse taqatwar qaum thi jisne badi badi aur hairat angez imaarte, ghar, mahal, ibadat- gaahe wagera bana rakhe the jisse unki jismani quwwat, taqat aur hunar ka pata chalta hai.]
Slide 2 of 12

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us