For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Sualih (Sualih Alayhis Salaam ka qissa)

2) DESCRIPTION OF QAUM- E- THAMOOD!!

After destruction of Qaume Aad, this qaum became the most powerful qaum of that time in terms of wealth and power.

One example of their power was that they used to carve their houses in MOUNTAINS and lived with pride.

Quraan mentions-
"And remember when he (ALLAH) made you successors after Aad and gave you habitations in the land, you build for yourselves palaces in plains & carve out homes in the mountains.." (7:74)

[Qaume Aad ki tabahi ke baad ye qaum us waqt ki sabse taqatwar qaum bani jise khoob shano shauqat mili aur jo khoob maaldaar hui.

Unki shano shauqat ki ek nishani ye thi ke wo apne gharo ko PAHAADO par taraashte the aur waha fakhar ke sath rehte.

Quraan me aata hai ke: 
"Aur yaad karo! Jab Usne (ALLAH) tumhe quame Aad ka waris banaya aur tumhe zamin mei basaaya aur tumne apne liye vadiyo mei mahal banaaye aur pahaado ko taraash kar apne ghar tayyar kare."]
Slide 2 of 14

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us