For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Ismail (Ismail Alayhis Salaam ka qissa)

2) HAJRA ALAYHIS SALAAM CALLED OUT IBRAHIM ALAYHIS SALAAM!!

Although Ibrahim alayhis salaam had full faith on ALLAH but he was a husband and a father too and his heart was filled with so much of grief and sadness that he was not able to face his wife & the child.

He was not able to tell Hajra alayhis salaam that he was leaving them & he started to walk back
without turning his face.

☆It was an extreme test for Ibrahim alayhis salaam especially when he got his child after so many years.

Meanwhile Hajra alayhis salaam was calling him out that why is he leaving them alone but he was not responding.

Finally Hajra alayhis salaam understood that this might be a commandment from ALLAH, and she asked him that is this ALLAH'S command? 
He said: Yes.

Then this great woman gave a beautiful reply that shows her courage and faith. She said: 
"We are not going to be lost,since ALLAH who has commanded you is with us & He will not neglect us."
(The story is narrated by Ibn Abbas)

[Halaaki Ibrahim alayhis salaam ko apne rabb par pura tawakkul tha lekin wo ek shohar aur ek walid bhi the aur unka dil is qadar gham aur takleef mei tha ke wo un dono ko mudh kar bhi nahi dekh paa rahe the aur Hajra alayhis salaam ko bata nahi paa rhe the ke wo unhe chodke ja rahe hai. 

☆Ye bohot badi azmaish thi Ibrahim alayhis salaam ke liye khaas taur pe jab unhe itne arse baad aulaad ki nemat mili thi.

Udhar Hajra alayhis salaam unko awaaz laga rahi thi ke aap hume chodkar kyu jaa rahe hai? Lekin wo koi jawab nahi de paa rahe the.

Akhirkar Hajra alayhis salaam samajh gayi ke ye ALLAH ka hukum hoga aur awaaz lagayi ke kya ye ALLAH ka hukum hai?

Ibrahim alayhis salaam ne jawab diya ke "Haa"

Ab is aa'la tareen khatoon ne itna khoobsurat jawaab diya jisse unki bahaduri aur imaan ka pata chalta hai. Unhone kaha:

"Hum bhatkenge nahi kyuki ALLAH jisne aapko hukum diya hai humare sath hai aur wo hume kabhi zaaya nahi hone dega."
 (Ye qissa Ibn Abbas ne rivayat kiya hai)]
Slide 2 of 18

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us