For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

2️⃣ WAITING FOR THE CARAVAN!!

Prophet Muhammad ﷺ got to know that a Quraish caravan is coming from Syria to Makkah crossing a valley known as BADR.

This was the caravan that was loaded with 50,000 gold Dinaars and it was informed that this was the money that Quraish is planning to use to destroy Muslims in Madinah.

The caravan was funded with the money that the Muslims had left behind in Makkah before they came to Madinah. 
The Quraish sold all their belongings and used the money to fund this caravan in order to destroy Muslims in Madinah.

Prophet Muhammad ﷺ asked the Muslims in Madinah to come out so that they could raid the Quraish caravan in order to teach them a lesson.

This was a free choice for Muslims to go out or stay back.

313 Muslims set out for this including Muhajireen and Ansaar.
(Some other hypocrites were there too but they turned back in the mid way which we will learn later).

[Nabi ﷺ ko khabar hui ke ek Quraish ka qaafila Syria se Makkah aa raha hai aur wo ek vaadi se hokar guzrenge jise BADR kaha jaata hai.

Ye qaafila 50,000 sone ke Dinaaro se lada hua tha aur Nabi ko ye khabar hui ke ye wohi maal hai jo Quraish Madinah ko aur Musalmaano ko khatam karne ke liye istemaal karne wala hai.

Is qaafile par jo maal tha wo asal mei Musalmaano ki hi chizo ka tha jo wo Makkah mei chodke aaye the.
Quraish ne unka sab maal bech diya tha aur ab wo ye maal Musalmaano ko hi tabaah karne ke liye istemaal karne wale the.

Nabi ﷺ ne Madinah ke Musalmaano ko is baat se aagah kiya taake wo apne gharo se nikle aur Quraish ke is qaafile ko loote taake unhe ek sabaq mil sake.

Lekin ye Musalmaano par farz nahi tha. Musalmaano ko ikhtiyaar tha ke wo aana chahe to aa jaye warna wahi ruk jaaye.

313 Musalmaan bahar nikal ke aaye jismei Muhajireen aur Ansaar shamil the.
(Kuch Munaafiq bhi bahar nikle the lekin wo beech raaste se wapis palat aaye the jiske baare mei hum aage padhenge.)]
Slide 20 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us