For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

3️⃣ THE WHOLE SCENARIO CHANGED!!

The Muslims were heading towards the Badr valley when the Quraish caravan also got informed that Prophet Muhammad ﷺ along with his companions are coming towards them.

When the Quraish caravan came to know that they are in danger, they sent a man from among them to Makkah so that he could inform the Quraish people about it.

1300 Quraish people now rushed in anger towards Badr in order to have a war with the Muslims.

On the other hand, the Quraish caravan took a different path to reach Makkah so that they could escape passing from Badr valley.

When they thought that they are now out of danger, they sent a man again so that he could tell those people who were coming from Makkah to go back as there is no need now.

[ Musalmaan Badr ki taraf badhne lage lekin kuch hi waqt mei Quraish ke us qabile ko khabar ho gayi ke Nabi ﷺ apne saathiyo ke sath unki taraf aa rahe hai.]

Jaise hi Quraish ke us qaafile ko pata chala ke wo khatre mei hai, unhone apne ek aadmi ko Makkah ki taraf bhagaaya taake wo Quraish ke logo ko iski khabar de.

1300 Quraish ke log ghusse mei Badr ki taraf bhaage taake Musalmaano se jung kar sake.

Doosri taraf, Quraish ke us qaafile ne Badr ka raasta chodke koi aur raasta ikhtyaar kar liya taake wo waha se bach sake.

Jab unhe ye yaqeen ho gaya ke wo ab khatre se bahar hai to unhone dobara apne ek aadmi ko bheja taake wo Quraish ke logo ko khabar de de ke ab wo wapis Makkah chale jaaye kyuki ab unke aane ki koi zaroorat nahi.]
Slide 21 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us