For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Ibrahim (Ibrahim Alayhis Salaam ka qissa)

22) IBRAHIM ‘ALAYHIS SALAAM & HIS 2 WIVES!!

Ibrahim ‘alayhis salaam & Sarah ‘alayhis salaam spent many years of married life in Egypt but they didn't have a child. 

This was again a tough TEST for Ibrahim ‘alayhis salaam but he remained steadfast in the path of ALLAH.

Then one day, Sarah ‘alayhis salaam decided to give his maid HAJRA ‘ALAYHIS SALAAM in the marriage of Ibrahim ‘alayhis salaam as his second wife so that Ibrahim Alayhis Salaam could have a child and his prophetic mission would continue through that child.

Thus, Hajra ‘alayhis salaam was married to Ibrahim ‘alayhis salaam and soon, she gave birth to a boy who was named ISMAIL!! 
At that time Ibrahim ‘alayhis salaam was 80 years old.

[Ibrahim ‘alayhis salaam aur Sarah ‘alayhis salaam ne kayi shaadi shuda saal Misr ki zameen par guzaare lekin unke yaha aulaad nahi hui.

Ye bhi ek bohot bada imtehaan tha Ibrahim ‘alayhis salaam ke liye lekin wo ALLAH ke raaste par sabit qadam rahe.

Ek din Sarah ‘alayhis salaam ne faisla kiya ke apni khaadimah jinka naam HAJRA tha unka Nikah Ibrahim ‘alayhis salaam ke sath karva de take Nabi ki nasal aage badh sake aur wo deen ka kaam jaari rakhe.

Isliye Hajra ‘alayhis salaam ka nikah Ibrahim ‘alayhis salaam se ho gaya aur jald hi unhone ek bete ko janam diya jinka naam ISMAIL rakha gaya.
Us waqt Ibrahim ‘alayhis salaam ki umar 80 saal thi.]
Slide 23 of 23

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us