For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

7️⃣ HUMBLE PRAYERS OF PROPHET MUHAMMAD ﷺ!!

Although all the Muslims slept at that night but Prophet Muhammad ﷺ did not.

He cried and prayed all through the night near a tree, begging to ALLAH to send His mercy and help upon them so that truth can win over falsehood.

On the other hand, Abu Jahl and his army made little or no preparations as they were expecting an easy victory.

They were overconfident of themselves and this was one of the reasons for their failure.

Also, the rain that was sent as a blessing for the believers turned out a disaster for the disbelievers as they suffered hardship in climbing the muddy slopes.

[Halaanke sab Musalmaan us raat so gaye the lekin Nabi ﷺ nahi soye.

Wo ek darakht ke paas raat bhar ALLAH se ro rokar duaen maangte ke ALLAH apna rehem aur madad humpar utaar de taake haq baatil (jhoot) ke upar ghaalib aa jaye.

Doosri taraf, Abu Jahl aur uske lashkar ne ya to mamooli tayyari ki hui thi ya bilkul koi tayyari ki hi nahi thi kyuki unhe lag raha tha ke wo asaani se jeet jayenge.

Wo zaroorat se zyada hi aitemaad mei the (overconfident the) aur ye unke haarne ki ek wajah thi.

Aur, jo barish momino ke liye rehmat thi wo in kafiro ke liye aafat ban gayi kyuki unhe dhalaan par chadhne ke liye phislan ki wajah se bohot pareshani hui.]
Slide 25 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us