For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

8️⃣ THE DAY OF BADR!!

The next day, 2 armies came face to face.

The date was Friday, 17th Ramadan, 2 Hijri  which is famous worldwide not only in Islamic History but in the World History.

Prophet Muhammad ﷺ continued to make dua to ALLAH.
He said-
O ALLAH! There comes Quraish in arrogance.
They deny You and call Your Prophet a liar. O ALLAH fulfill your promise to me.
Help us, ALLAH!

On the other hand, Abu Jahl also made a dua to ALLAH and said-
O ALLAH! Destroy today the party that breaks the family ties and believes in wrong doing (which he believed that Muslims do)
O ALLAH! Help the party today which is much loved by you.

[Agle din dono fauje aamne saamne aayi.

Wo din JUMME ka din tha aur tareekh thi 17 RAMADAN, 2 HIJRI.
Ye din na sirf Islami tareekh mei mashhoor hai balke puri dunya ki tareekh mei mashhoor hai.

Nabi ﷺ ALLAH se duaen lagataar maangte rahe.
Wo keh rahe the-
"Ya ALLAH! Ye Quraish apne takabbur mei aa rahe hai.
Ye aapka inkaar karte hai aur aapke Rasool ko jhoota kehte hai. Ya ALLAH apna waada pura kijiye.
Ya ALLAH, humari madad kijiye!

Doosri taraf, Abu Jahl ne bhi ALLAH se dua ki aur kaha-
"Ya ALLAH! Aaj us qaum ko barbaad kardijiye jo apni rishtedaariya todte hai aur bure kaam karte hai (jo unhe lag raha tha ke Musalmaan kar rahe hai)
Ya ALLAH! Aaj us qaum ki madad kijiye jisse tu mohabbat karta hai.]
Slide 26 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us