For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

1️⃣0️⃣ THE HELP OF ALLAH!!

Quraish was too frustrated and angry that they now altogether fell upon Muslims to destroy them at once.

There, on the other hand, the help of ALLAH came in the form of 1000 angels.

Prophet Muhammad ﷺ was so happy that he shared this with Abu Bakr رضي الله عنه.

He said-
"O Abu Bakr, Rejoice! ALLAH'S help has come"

ALLAH mentions in Qur'aan-
"(Remember) when you sought help of your Rabb and he answered you (saying): I will help you with a thousand of angels each behind the other in succession.

ALLAH made it only as glad tidings that your heart be at rest with it. And there is no victory except from ALLAH. Verily! ALLAH is All-Mighty, All-Wise." (8:9-10)

[Ab Quraish ke log itne ghusse mei aa gaye ke wo Musalmaano par ek saath hamla karne ke liye toot padhe.

Udhar doosri taraf, ALLAH ki madad Musalmaano ke liye aa gayi.
ALLAH ne apne yaha se 1000 FARISHTO ko zameen par bheja.

Nabi ﷺ behadd khush ho gaye aur ye baat Abu Bakr رضي الله عنه ko bataane lage.

Unhone kaha-
"Abu Bakr, khush ho jaye! ALLAH ki madad aa gayi"

ALLAH ne Qur'aan mei farmaaya-
"(Yaad karo) jab tum apne Rabb se madad talab kar rahe the to Usne (tumhari duaon ko) qubool kiya (aur farmaya): Beshak mai tumhari madad karunga ek hazaar farishto ke sath ek ke peeche ek.

Aur nahi banaya ALLAH ne ise lekin ek khush- khabri taake tumhare dilo ko itminaan ata karde aur nahi ye madad siwaye ALLAH ki taraf se, Beshak wo Al-Azeez hai, Al-Hakeem hai"
(8:9-10)]
Slide 28 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us