For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Zakaria (Zakaria Alayhis Salaam ka qissa)

3) THE LIFE OF ZAKARIA ‘ALAYHIS SALAAM!!

Zakaria ‘alayhis salaam was a carpenter and he led a simple life. 

Like the majority of the prophets, Zakaria ‘alayhis salaam too had limited financial means.

Years passed and passed and Zakaria ‘alayhis salaam continued to give the message of ALLAH to Bani Israel and tried in every possible way to eradicate the sinful things in which Bani Israel was involved.

Like Ibrahim ‘alayhis salaam, Zakaria ‘alayhis salaam also reached an extreme old age WITHOUT HAVING ANY CHILDREN.

He prayed and prayed to ALLAH with full HOPE without getting despair of ALLAH'S mercy although there was no visible possibility.

[Zakaria ‘alayhis salaam ek Mistri the aur unhone apni puri zindagi saadgi ke sath guzaari. 
Taqreeban sare ambiyao ki tarah, Zakaria ‘alayhis salaam bhi kuch zyada maaldaar nahi the.

Saal guzarte rahe aur Zakaria ‘alayhis salaam ALLAH ke deen ka paigham Bani Israel tak pohchate rahe aur har jayez koshish karte rahe ke Bani Israel un sab buri aadato aur gunaho se bahar nikal aaye jisme wo mubtala thi.

Ibrahim ‘Alayhis Salaam ki tarah, Zakaria ‘Alayhis Salaam bhi inteha BUDHAPE KI UMAR tak pohoch gaye the lekin unke yaha AULAAD NAHI HUI.

Wo ALLAH se musalsal UMEED ke sath duaen mangte rahe aur ALLAH ki rehmat se kabhi mayoos nahi hue halaanke koi zahiri asbaab nazar nahi aate the.]
Slide 3 of 14

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us