For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Ibrahim (Ibrahim Alayhis Salaam ka qissa)

3) WISDOM AND UNDERSTANDING OF IBRAHIM ALAYHIS SALAAM!!

From childhood only, ALLAH gave a spiritual understanding and wisdom to Ibrahim Alayhis Salaam.

He never worshipped idols and always had this question in his mind that why people create idols with their own hands and then turn back to them to worship them and then cry & beg to them for their needs.

He found all this illogical & non-sense.
He had this deep thought inside him that these must be false gods & there must be a real god who actually made everything.

ALLAH says-
"Indeed we bestowed long back (at an early age) on Ibrahim his (a portion of) guidance and We were well- acquainted with him (as to his belief in the Oneness of ALLAH)"
(21:51)

[Bachpan se hi ALLAH ne Ibrahim Alayhis Salaam ko hikmat aur samajh boojh ki nemat ata ki hui thi.

Unhone kabhi buto ki ibadat nahi kari aur humesha unke dil mei yahi sawaal rehta ke log kyu apne hatho se murtiya banate phir unhi ko khuda samajhke unki ibadat karte, unke saamne rote aur apni pareshaniyo ke liye bheek maangte.

Unhe ye sab baate bohot hi be-aqal aur ajeeb lagti thi. Unke andar is baat ka yaqeen tha ke ye sab jhoote ilah hai aur yaqeenan ek saccha ilah hai jisne haqeeqat mei sab kuch banaya hai.

"ALLAH farmate hai ke Humne Ibrahim ko bohot kam umar se hi hidayat de di thi aur hum khoob jaante the jo uske dil me tha."]
Slide 3 of 23

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us