For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

2️⃣ THE LOVE OF PEOPLE IN MADINAH!!

Now when the she-camel stopped and Prophet ﷺ got down from it, the people from all around came and started competing with each other to give shelter to Prophet ﷺ .

But a man known as ABU AYYUB ANSARI رضي الله عنه took a smart step by taking the saddle of Prophet to his home.

Prophet ﷺ humorously said-
"A man must follow his saddle so he went along with Abu Ayyub Ansari رضي الله عنه."

☆A saddle is a leather seat put upon an animal on which the rider sit.

But the people did not miss any opportunity to go beyond each other to make Prophet ﷺ happy.

Every night Prophet ﷺ would receive at least 3-4 trays of food by people of Madinah to show him their love.

[Ab jab Oothni apni jagah ruk gayi aur Nabi ﷺ uss par se utar gaye to log chaaro taraf se unke paas aaye aur ek doosre se muqaabla baazi shuru ho gayi ke hum Nabi ko apne ghar thehrayenge.

Itne mei ek aadmi aaye jinka naam ABU AYYUB ANSARI رضي الله عنه tha aur unhone khoob samajhdaari kari.
Unhone Nabi ki gaddi ko (jispar wo baithe hue the) uthaaya aur apne ghar le jaane lag gaye.

Nabi ﷺ ne mazaakiya andaaz mei kaha-
"Ek Insaan ko apni gaddi ke peeche jaana chahye" aur wo Abu Ayyub Ansari رضي الله عنه ke ghar chale gaye.

Lekin Madinah ke logo ne koi mauqa na choda aur wo badh-chadhkar hissa le rahe the ke Nabi ko khush kar sake.

Har raat Nabi ﷺ ke paas kamas kam 3-4 khaane ki trays aaya karti thi taake log apna apna pyaar unhe dikha sake.]
Slide 3 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us