For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

1️⃣3️⃣ YAUM UL FURQAAN (THE DAY OF DISTINCTION)!!

The war continued for hours and then finally, the Firaun of Ummah-
 ABU JAHL WAS KILLED.

MUSLIMS DEFEATED THE QURAISH terribly and the battle was ended after Abu Jahl was killed.

When Abu Jahl was dying, a sahaba asked him-
"Hasn't ALLAH disgraced you, O enemy of Islam?

But Abu Jahl was so proud and arrogant that even when he was dying , he said-
"For what I have been disgraced? Is there anybody above the man you have killed?"

However, this day was one of the happiest days for the believers not because they won, but because truth won over falsehood.

This day came to be known as YAUM UL FURQAAN -the day of distinction between right and wrong, truth and falsehood.

[Ye jung ghanto tak chalti rahi aur phir akhir kaar, Ummat ka Firaun- ABU JAHL MAARA GAYA.

MUSALMAANO NE QURAISH KO BURI TARAH SE HARAYA aur ye jung Abu Jahl ke qatl hone ke baad khatam ki gayi.

Jab Abu Jahl mar raha tha to us waqt ek sahaba ne usse poocha ke-
"Kya ALLAH ne tumhe ruswa nahi kardiya, Ae dushman e Islam?"

Lekin marte waqt bhi Abu Jahl apne takabbur mei tha aur keh raha tha-
"Kis baat ki ruswai? Kya koi us insaan se darje mei bada hai jisko tumne qatl kiya hai? (Yani mere se bada aur kon hai yaha).

Lekin ye din Musalmaano ke liye behadd khushi ka din tha isliye nahi ke wo jeet gaye balke isliye ke JHOOT KE MUQABLE SACH KI JEET HUI.

Ye din YAUM UL FURQAAN ka din kaha jaata hai kyuki is din sach aur jhoot, sahi aur galat ke beech mei faraq saaf zahir ho gaya tha.]
Slide 31 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us