For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

1️⃣4️⃣ NEWS OF BADR REACHED MAKKAH AND MADINAH!!

Among the Muslims, 14 died in the battle of Badr.
They were honored and buried in the land of Badr only.

On the other hand, Quraish lost their 70 men who were mostly chiefs and powerful men of their society.

The Quraish people who escaped from Badr carried the news of their defeat in Makkah.

The people of Makkah were shocked and crushed from inside but they prohibited any kind of grief because they did not wanted to show their weakness in front of their enemies. 

On the other hand, Prophet ﷺ sent the news of their victory in Madinah by his 2 men.

The people of Madinah were overjoyed by the victory.
Some people rushed to meet the Prophet to congratulate him when he was on his way to Madinah.

[Musalmaano mei se, 14 log Jung e Badr mei shaheed hue the.
Unhe ba- izzat Badr ke maidaan mei hi dafan kiya gaya.

Doosri taraf, Quraish ke 70 log jung mei maare gaye jismei se zyadatar sardaar aur uche rutbe ke log the.

Quraish ke wo log jo Badr se bhaag gaye the unhone apne haarne ki khabar jaake Makkah mei pohchayi.

Makkah ke log hairaan- pareshaan ho gaye aur ye sun kar andar se bilkul toot gaye lekin unhone kisi qisam ka maatam karne ko bilkul mana kardiya kyuki wo nahi chahte the ke unki kamzori unke dushmano ke saamne zahir ho.

Waha, ALLAH ke Nabi ne apne 2 aadmiyo ko Madinah ki taraf bheja taake wo unhe jeetne ki khabar pohcha de.

Madinah mei log khushi se jhoom uthe aur kayi unmei se Nabi ko mubarakbaad dene ke liye bhi nikal padhe jab Nabi Madinah ke raaste par the.]
Slide 32 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us