For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

1️⃣6️⃣ THE REWARD FOR MUSLIMS!!

ALLAH rewarded Muslims who fought in the war with the things known as spoils of war  which they collected from those people who lost in the war.

The name of Surah Anfaal is upon this only.
Anfaal is referred to the spoils of war or booty or ghanimat. It basically means the things that are collected during war from the ones who lost the war.

There was a chaos among some Muslims regarding the distribution of these goods.
They questioned Prophet again and again but he kept quiet waiting for the revelation to come.

Finally, ALLAH sent a revelation in which he clearly mentioned that how these things should be distributed.

Prophet ﷺ acted upon it immediately and distributed accordingly.

[ALLAH ne un Musalmaano ko inaam diya jinhone jung mei shirkat kari thi.
Unhe MAAL E GHANIMAT diya gaya tha yaani wo maal jo haarne wale groh se ikattha kiya gaya ho.

SURAH ANFAAL isi ke upar hai.
Anfaal ka matlab hota hai Maal e Ghanimat yani aisa maal jo jung mei haarne walo se haasil kiya jaye.

Kuch Musalmaano mei is baat ki behes ho rahi thi ke kisko kitna maal "Maal e Ghanimat" mei se milna chahye.
Wo baar baar Nabi se iska sawaal kar rahe the lekin Nabi khamosh the aur ALLAH ke faisle ka intezaar kar rahe the.

Akhirkaar, ALLAH ne Wahi utaari aur waaze taur pe samjha diya ke kisko kitna kitna maal milna chahye.

Nabi ne faisla sunte hi fauran is kaam ko ALLAH ke bataye hue tareeke se poora kiya.]
Slide 34 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us