For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Hud (Hud Alayhis Salaam ka qissa)

4) HUD ALAYHIS SALAAM CALL TO HIS PEOPLE!!

Because of the growing sins of qaume Aad, ALLAH appointed Hud Alayhis Salaam who was amongst them to deliver the message. 

His message was similar to the message of Nuh Alayhis Salaam & he said-

"O my people, worship ALLAH; you have no deity other than Him. Certainly you do nothing but invent (lies)." (11:50)

" O people! I ask you no reward for it. My reward is only from him who created me, will you not then understand?" (11:51)

He preached for years and years patiently in different ways and also said-

" O my people! Ask forgiveness from your Rabb and then repent to Him. 
He will surely send (rain from) the sky upon you in showers and increase you in strength (added) to your strength.
 So do not turn away,(as) Mujrimoon (disbelievers, sinners)." (11:52)

[Qaume Aad ke badhte gunaho ki wajah se ALLAH ne Hud Alayhis Salaam ko ALLAH ke paighaamat dene ke liye chuna jo unhi mei se the. 

Hud Alayhis Salaam ka paigham Nuh Alayhis Salaam se milta julta hi tha jisme unhone yahi kaha ke-

"Ae meri qaum!ALLAH ki ibadat karo jiske siwa koi aur Rabb nahi hai.

Beshak tumne jo butt gadh rakhe hai wo jhoote hai. Aur mai iske liye tumse koi inaam nahi maang raha, mujhe iska inaam sirf usi se chahye jisne mujhe paida kara..kya phir bhi tum meri baat nahi samjhoge?"

Wo saalo saal sabr ke sath alag alag tariqo se dawat dete rahe aur ye bhi kehte ke- 

"Ae meri qaum! Apne Rabb se bakhshish mango, wo tum par aasman se barishe barsayega aur tumhari taaqat mei aur izaafa karega isliye tum uski rehmato ki qadr karo aur Mujrim bankar usse muh na phero"]
Slide 4 of 12

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us