For Enquiry +91-9211626023

Prophet Yunus (Yunus Alayhis salaam ka qissa)

4) YUNUS ‘ALAYHIS SALAAM DID A MISTAKE!!

When ALLAH sent Messengers & Prophets, He directed them what to do and what not to do and only He commanded them to leave the place when the right time came for punishment.
 
But Yunus ‘alayhis salaam did a mistake here.

He thought that no one would believe now and the punishment will eventually fall upon them, so he decided to leave the place before ALLAH gave him the permission.

It was a big mistake as it was done by a Prophet...so later on, he paid a heavy price for it (ALLAH taught him a lesson).

[Jab ALLAH Paighambaro aur Rasoolo ko kisi qaum par bhejta hai to Wohi unki rehnumai karta hai ke wo kya kare aur kya na kare aur Wohi unko us sheher se nikalne ka hukum deta hai jab uss qaum ki mohlat khatam ho jati hai aur un par azaab aane wala hota hai.

Lekin Yunus ‘alayhis salaam ne yaha galti kardi.

Wo mayoos ho kar waha se chale gaye usse pehle ke ALLAH unhe ijazat deta.

Ye ek bohot badi khataa tha kyuki ye ek Nabi se hui thi.
Iska khaamyaaza unhe baad mei mila yani ALLAH ne unhe iska sabaq bhi sikhaya.]
Slide 4 of 11

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us