For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Dawood (Dawood Alayhis Salaam ka qissa)

5) THE ART OF MELTING IRON!!

ALLAH granted another special quality to Dawood ‘alayhis salaam.

By the power of ALLAH, IRON became soft in the hands of Dawood ‘alayhis salaam, and he could shape this by his hands without using any tool.

He was also the first to know the skills of making ARMOUR from IRON – a knowledge that was taught to him by ALLAH.

☆An Armour is a metal clothing used by soldiers for defence in wars or for protection.

Qur'aan mentions-
"And We made the Iron soft for him." (34:10)

[ALLAH ne Dawood ‘alayhis salaam ko ek aur khaas ilm aur salahyat ata ki.

Unke liye ALLAH ne LOHA naram kar diya tha.

Yaani ALLAH ke izn se, Dawood ‘alayhis salaam apne hatho se loha pighla kar use kisi bhi shakal ya aakaar ka bana sakte the aur uske liye unhe kisi bhi auzaar ki zaroorat nahi hoti thi.

Wo pehle aise shakhs the jinhone LOHE KI ZIRAH banane ka fann/hunar shuru kara.

☆Zirah uss dhaal (kavach) ko kehte hai jo sipaahi apne upar pehenta hai jab wo jung ke liye jaata hai ya apni hifazat ke liye use istemaal karta hai.]
Slide 5 of 12

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us