For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 5)

4️⃣ DIFFICULTIES IN MADINAH!!

Although the immigrants of Makkah were really happy with their freedom, but they had to face some difficulties too in Madinah.

They left their homes and belongings and now they had to start all over again.

Most of them had been traders in Makkah and here in Madinah, the main occupation was DATE CULTIVATION which was a completely new thing for them.

Also, the CLIMATE OF MADINAH did not suit many of them and they got ill.
Many of the people got home- sick which means that the love of Makkah or their previous homes made them feel sick.

Prophet ﷺ made dua to ALLAH for his fellow beings and said-
"O ALLAH! Make Madinah as dear to us as Makkah was or even more dearer! Make its climate pleasant and bless its fruits and grains"
(Sahi Bukhari Volume 3, Book 30, Number 113)

[Halaanke Makkah se hijrat karne wale Musalmaan apni azaadi par bohot khush the lekin unhe Madinah aakar kuch pareshaniyo ka saamna bhi karna padha.

Wo apna ghar-baar, kaam karobaar sab chodke aaye the aur ab unhe sab kuch naye sire se shuru karna tha.

Zyadatar waha Makkah mei sab tijarat kiya karte the lekin yaha Madinah mei, sabse ahem kaam KHAJOORE KE BAAGHO KI KHETI- BAADI thi jo unke liye bilkul naya kaam tha.

Madinah ka MAUSAM bhi bohot se Makkah walo ko suit nahi kara jisse wo beemaar ho gaye.
Unmei se bohot so ko Makkah ke ghar ki yaad bhi aa rahi thi jisse wo beemaar ho rahe the.

Nabi ﷺ ne apne saathiyo ke liye ALLAH se dua kari aur kaha-
"Ya ALLAH! Madinah ko humare liye Makkah se bhi zyada azeez karde! Yaha ke mausam ko khush-gawaar karde aur iske phalo mei aur rizq mei barkat ata karde"]
Slide 5 of 34

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us