For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Zakaria (Zakaria Alayhis Salaam ka qissa)

6) THE UPBRINGING OF MARYAM ‘ALAYHIS SALAAM!!

After Hannah fed her milk to Maryam ‘alayhis salaam for almost 2 years (and maybe some more years after that), now it was time to separate her daughter from herself.

But before giving her daughter to the mosque, it was to be decided that who will be the guardian of Maryam ‘alayhis salaam to take care of her in the mosque.

As Imran was a great man of his time, many people of Bani Israel wanted to be the guardian of this special child. 

Zakaria ‘alayhis salaam, the uncle of Maryam ‘alayhis salaam was the most obvious choice because he was the PROPHET ; a PIOUS MAN and her UNCLE too.

Zakaria ‘alayhis salaam also wanted to be the guardian of Maryam ‘alayhis salaam but he kept quiet because many men of Bani Israel were already fighting for her.

He kept quiet and maintained his noble character.

[Jab Hannah ne taqreeban 2 saal Maryam ‘alayhis salaam ko doodh pila diya (aur shayad ainda kuch aur saal guzarne ke baad) ab wo waqt aa gaya tha jab unhe apni beti ko apne se alag karna tha.

Maryam ‘alayhis salaam ko masjid mei dene se pehle ye faisla hona tha ke kon unki kafaalat (parvarish) ki zimmedari uthayega taake wo Maryam ‘alayhis salaam ka masjid mei dhyaan rakhe.

Kyuki Imran apne waqt ke behetreen nek aadmi the to Bani Israel ke bohot logo ko khwaish thi ke wo is khaas bacchi ki kafaalat kare.

Zakaria ‘alayhis salaam sabse motabir shakhs the jinpar unki kafaalat ki zimmedari asaani se di ja sakti thi kyuki ek to wo NABI THE , doosra wo NEK INSAAN the aur teesra wo Maryam Alayhis Salaam ke KHAALU bhi the.

Zakaria ‘alayhis salaam ko bhi khwaish thi ke wo Maryam ‘alayhis salaam ki kafaalat kare lekin unhone dekha ke itne log aapas jhagad rahe the to unhone apna aa'laa akhlaaq ikhtyaar kiya aur khamosh rahe.]
Slide 6 of 14

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us