For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Hud (Hud Alayhis Salaam ka qissa)

6) ATTITUDE OF THE CHIEFS!!

Like the chiefs of Nuh Alayhis Salaam`s community, the chiefs of Aad also put accusitions in front of the whole community so that people wont believe Hud Alayhis Salaam!!

"And the chiefs of his people who disbelieved and denied the meeting in the hereafter and to whom we had given the luxaries and comforts of this life said: 

He is no more than a human being like you, he eats of that which you eat and drinks of what you drink.
If you were to obey a human being like yourselves then verily! You would be losers.

Does he promise you that when you die & have become dust & bones, you shall come out alive?
Far far is that which you are promised. 

There is nothing but our life of this world. We die & we live and we are not going to be resurrected. He is only a man who has invented a lie against ALLAH, but we are not going to believe him"
(23:33-38)


[Qaume Nuh ke sardaro ki tarah Qaume Aad ke sardaro ne bhi puri qaum ke saamne Hud Alayhis Salaam par ilzaamat lagaye aur unhe mazeed bhadkaya taake wo Hud Alayhis Salaam par yaqeen na kar le.

Quraan mei aata hai ke- "ALLAH ne unhe dunya ki tamaam aisho ishrat di hui thi par phir bhi wo ALLAH ki nishaniyo ka inkaar karte aur akhirat ko jhutlate.

Wo apni qaum se kehte ke ye to tumhari tarah ka hi aam insaan hai jo wohi khata hai jo tum khate ho aur wohi peeta hai jo tum peete ho..agar tum aise insaan ki baat manoge to yaqeenan tum khasaara paoge yani nuksaan uthaoge.

Kya wo tumse wada karta hai ke jab tum marr jaoge phir dhool matti aur haddiya ban jaoge to tum dubara zinda kiye jaoge? 
Bohot door door ki baate hai jo wo karta hai. 

Ye zindagi hi asal zindagi hai aur hum isi mei jeete hai aur marte hai aur yaqeenan hum wapis uthaye nahi jayenge. Ye aadmi jhoot bol raha hai aur hum ispar bilkul yaqeen nahi karenge."]
Slide 6 of 12

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us