For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Dawood (Dawood Alayhis Salaam ka qissa)

6) BEST ACTS OF DAWOOD ‘ALAYHIS SALAAM !!

Dawood ‘alayhis salaam was a very humble person.

He continously prayed and remembered ALLAH despite of the responsibilities he had of his kingdom.

His PRAYER and FASTING was liked by ALLAH so much, that it is revealed to us by Prophet Mohammad (peace and blessings be upon him) in authentic hadiths that-

"The dearest of prayer to ALLAH is the prayer of Dawood and the dearest fasting to ALLAH is the fasting of Dawood.
He used to sleep for half the night, get up and pray for one third of it, and (again) sleep for one sixth of it, 
And,

He used to fast alternatively (means he used to fast one day, took a gap the next day and continued like this)."
(Al-Bukhaari #3420 and others)

[Dawood ‘alayhis salaam ek bohot ajizi wale shakhs the.

Wo itne masroof hone ke bawajood, apne rabb ki ibadat aur zikr se kabhi ghafil nahi hote the.

Unki IBADAT aur ROZE ALLAH ko is qadar pasand the ke iska zikr Nabi Sallallahu Alayhi Wasallam ki sahih haditho se pata chalta hai jismei ye farmaya gaya ke-

"ALLAH ke nazdeeq behetreen IBADAT aur ROZA Dawood ka hai.

Wo Adhi raat sokar phir ek tihai raat tak ibadat kiya karte the (yaani kuch waqt sokar baqi hissa ibadat mei guzaar diya karte the)
Aur wo ek din roza rakhte aur ek din chod dete (yani kasrat se roze bhi rakhte the)."]
Slide 6 of 12

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us