For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Zakaria (Zakaria Alayhis Salaam ka qissa)

9) AN EXCELLENT SERVANT!!

We don't know much details of Maryam ‘alayhis salaam's life when she was a child till she attained puberty.

We also don't have any knowledge that how Zakaria ‘alayhis salaam took care of Maryam ‘alayhis salaam in her childhood.

But we know that from childhood only, Maryam spent maximum time in worship and proved to be an excellent servant of ALLAH.

Zakaria ‘alayhis salaam built for her a seperate place in the mosque so that she could stay there and worship.
Whenever Zakaria ‘alayhis salaam came to see her, she found her worshipping.

ALLAH mentions in Qur'aan-
"So her Rabb accepted her with goodly acceptance (means accepted the dua of her mother). He (ALLAH) made her grow in a good manner and put her under the care of Zakaria."(3:37)

[Maryam ‘alayhis salaam ke bachpan se lekar baligh hone tak kya hua kaise hua aur Zakaria ‘alayhis salaam ne unki kafaalat kaise kari..in sabki zyada maloomat hume nahi hai.

Lekin ye baat waaze hai ke bachpan se hi Maryam ‘alayhis salaam khoob ibadat guzaar thi aur wo ALLAH ki ek behetreen bandi hone ki misaal qayam karti hai.

Zakaria ‘alayhis salaam ne unke liye masjid mei ek khaas kamra banvaya tha jisme wo rehti thi.

Jab bhi Zakaria ‘alayhis salaam Maryam ‘alayhis salaam ki khair khabar ke liye waha jaate to wo ye dekhte ke wo ibadat kar rahi hoti thi.

Qur'aan mei ALLAH farmaate hai ke-
" To qubool kar liya usko uske Rabb ne bohot umdagi (acche) se yani jo Maryam Alayhis Salaam ki waalda ki khwaish thi wo ALLAH ne behtreen tariqe se qubool karli. 
Aur unki parvarish bohot acche tariqe se hui aur unki kafaalat Zakaria (Alayhis Salaam) ne ki."]
Slide 9 of 14

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us