For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Ismail (Ismail Alayhis Salaam ka qissa)

1) A COMMANDMENT FROM ALLAH!!

When Ismail alayhis salaam was an infant (very small baby), a next test came up for Ibrahim alayhis salaam.

A commandment came to Ibrahim alayhis salaam from ALLAH to leave his wife (Hajra alayhis salaam) and his son (Ismail alayhis salaam) in the desert of Makkah in Arab.

So as per ALLAH'S command, Ibrahim alayhis salaam started his journey with Hajra alayhis salaam & Ismail alayhis salaam and came to the valley of Makkah.

The valley of Makkah was an uncultivated valley with no fruits, trees, water or food.

The valley had no sign of life, but Ibrahim alayhis salaam had full Tawakkul (Faith) on ALLAH so he left them with some water and dates and then, he started to walk back.

[Jab Ismail alayhis salaam goud ke bacche the, us waqt ek naya imtehaan Ibrahim alayhis salaam ke liye khada ho gaya.

ALLAH ki taraf se unhe hukum aaya ke wo apni biwi Hajra aur apne bete Ismail ko ek registaan mei chod aaye jo Arab ke Makkah sheher mei tha.

ALLAH ke hukum ke mutabiq, Ibrahim alayhis salaam is safar ke liye apni biwi aur bete ke sath nikal pade aur Makkah ki sar zameen par pohche. 

Wo zameen bilkul baya- baan thi jaha na koi khana,na pani, na darakht aur na hi koi phal the.

Us zameen mei zinda rehne ki koi nishani hi nahi thi lekin Ibrahim alayhis salaam ko apne rabb par pura tawakkul tha aur wo unhe kuch pani aur khajooro ke sath chodke wapis palatne lage.]
Slide 1 of 18

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us