For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Adam (Adam Alayhis Salaam ka qissa)

10) ALLAH GAVE BEAUTY & SOUL TO ADAM ALAYHIS SALAAM!

ALLAH gave Adam Alayhis Salaam a beautiful appearance by covering his body with skin, flesh & other features.

Then, ALLAH breathed a soul into Adams body, which started from his head & the first reaction that came was that he SNEEZED. 

Angels told him to say: Alhamdulillah.
He said so to which ALLAH replied: May ALLAH'S mercy be upon you. 

When he opened his eyes, he saw fruits of jannah. When the soul reached his stomach, he started to feel hungry and tried to grab it even before the soul reached his legs.

This is because of human nature which ALLAH describes in Quraan that-
"MAN IS EVER HASTY" (17:11)
(Narration: Ibn Abbas)

☆This was not said in offensive manner , rather ALLAH tells us that it is a human nature that they want everything very fast.
In contrast to this, He prescribes us to bear patience in each & everything.

[ALLAH ne Adam Alayhis Salaam ko ek khoobsurat jism ata kara aur unke upar khaal aur gosht jaisi chize chadayi jisse wo mukammal insaan lage.

Phir ALLAH ne Adam Alayhis Salaam ke andar ruh daali jo unke sar se shuru hui.

Pehli chiz jo batore amal saamne aayi wo ye thi ke unhe ek chheek aayi. Farishto ne unhe "Alhamdulillah" bolne ko kaha. 
Unhone "Alhamdulillah" kaha to ALLAH ne unhe rehmat ki dua di. 
Phir jab unhone aakhe kholi to unhe jannat ke phal dikhe, phir ye ruh unke pet tak aayi to unhe bhook lagi aur wo jannat ke phalo ki taraf lapke jabke ruh abhi unke tango tak nahi aayi thi.

Ye insaani nafsiyaat hai ke insaan jaldbaaz hai. Use har chiz jaldi chahye.
ALLAH hume iske muqable sabr ki talqeen sikhata hai kyuki amooman jaldbaazi se kaam kharaab ho jate hai.
(Rivayat-Ibn Abbas)]
Slide 10 of 38

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us