For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Adam (Adam Alayhis Salaam ka qissa)

11) ALL ANGELS PROSTRATED EXCEPT IBLEES !!

Now the angels prostrated to Adam Alayhis Salaam as per ALLAH"s command.

ALLAH says in Quran-

"So the angels prostrated - all of them entirely, 
Except Iblees, he refused to be with those who prostrated."
(15:30-31)

Who was Iblees?

• Iblees is the name of shaitan which literally means the one who is away from ALLAHs mercy.
 His real name was Azazeel.

• He was a JINN, not an angel.

• He was the best one among jinns in terms of worship so he was elevated to the heavens to live with the angels. 

That is why he was expected to do prostration with the angels too because he was there when the commandment came.

[Jab ALLAH ne Adam Alayhis Salaam ko ruh ata ki to hukum ke mutabiq farishto ne unke samne sajdah kiya siwaye Iblees ke.

Iblees kon tha? 
•Iblees Shaitan ko kehte hai jiska mayna hota hai "ALLAH ki rehmat se door".
Uska asli naam Azazeel tha. 

• Ye ek JINN tha, farishta nahi tha.

• Ye jinno me se sabse ibadat guzaar tha to ALLAH ne iska maqaam buland kar diya aur ise farishto ke sath rehne ka sharaf hasil hua tha.

Isliye jab ALLAH ne farishto ko hukum kara tha to ye bhi wahi mojood tha to laazman ye hukum uske liye bhi tha.]
Slide 11 of 38

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us