15)
ALLAH`S TRUST ON BELIEVERS & WARNING TO DISBELIEVERS!!
ALLAH said to Iblees-
"Verily!You (will) have no authority over my slaves (i.e the true believers)." (17:65)
"..And whosoever follows you (O Iblees), then, surely Hell will be the recompense (reward) of you all" (17:63)
☆ But this does not mean that the believers are sinless & shaitan will not trouble them.
Infact it is a human tendency to make mistakes again & again and shaitan will certainly trouble the believers more than anyone else but they are the ones who will realise their mistakes and repent to ALLAH repeatedly.
Prophet Mohammad (May peace be upon him) said-
"All of the children of Adam are sinners, and the best sinners are those who repent.”
(At-Tirmidhi #2499)
[ALLAH ne Iblees se kaha ke chahe tu kitna bhi gumrah karne ki koshish kare par mere momin bando par tera koi zor na chalega.
Aur jo bande tere waswaso me aake nafarmaniyo mei lag jayenge to unki saza aag hai.
☆Lekin insaan galtiyo ka putla hai to aisa ho hi nahi sakta ke momin bande galtiya na kare aur shaitan unke piche na lage.
Par aise bande shaitan ko apne upar haawi nahi hone denge. Wo waqti taur par galtiya zaroor karenge lekin unka ehsaas hote hi use chod denge aur sacchi tauba karenge.
Nabi Sallallahu Alayhi Wasallam ki ek hadith se waaze hota hai ke-
"Adam ki saari aulaade gunahgaar hai lekin sabse acche gunahgaar wo hai jo tauba karle."]