For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Adam (Adam Alayhis Salaam ka qissa)

28) EXTREME GUILT & REALISATION!

Suddenly the whole atmosphere of paradise changed for Adam & Hawwa Alayhis Salaam.

They felt extremely guilty and shameful for disobeying the commandment of their Rabb.

They admitted their fault, confessed it & started to ask sincere forgiveness from him.

They said-
Our Rabb! We have wronged our own souls: If you dont forgive us and dont bestow upon us your Mercy, we shall certainly be of the losers.” (7:23)

[Adam aur Hawwa Alayhis Salaam ke liye achanak jannat ki saari raunaqe khatam ho gayi thi aur unka dil intehai sharminda aur mayoos ho gaya kyuki unse ek waaze bhool ho gayi thi.

Lekin unhone apni galti ko maana, uska aitraaf kiya aur apne rab se sacche dil se maafi maangi.

"Unhone kaha ke Ae humare Rabb! Beshak hum ne apni jaano par khud hi zulm kiya hai aur agar tu hume maaf nahi karega aur hum par rehem nahi karega to hum yaqeenan khasaara paane walo me se ho jayenge." (7:23)]
Slide 28 of 38

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us