For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Adam (Adam Alayhis Salaam ka qissa)

29) ALLAH ACCEPTED THEIR REPENTANCE!!

It is a promise of ALLAH that he accepts sincere repentance from His slaves. And because Adam & Hawwa Alayhis Salaam too repented sincerely to Him, He forgave them.

Quraan mentions-
"Then Adam received from his Rabb (some) words, and He accepted his repentance. Indeed, He is the one who accept repentance, the most Merciful." (2:37) 

☆A huge DIFFERENCE between IBLEES & THEM (Adam & Hawwa Alayhis Salaam) was that Iblees committed a sin and remain steadfast on it while Adam & Hawwa Alayhis Salaam committed a sin but they accepted their mistake & repented.

This is a thing that separates good from bad.

[ALLAH ka waada hai ke wo apne makhlooq ki har sacchi tauba qubool karta hai aur yahi wajah hai ke usne Adam aur Hawwa Alayhis Salaam ki tauba bhi qubool karli.
Beshak wohi sabse zyada rehem karne wala aur maaf karne wala hai. 

Ek baat aur qaabile ghaur hai ke Iblees ne ek galti kari lekin wo uspar jama raha jabke Adam aur Hawwa Alayhis Salaam ne bhi galti kari lekin wo us par sharminda hue aur apne rabb ke saamne uska aitraaf kiya aur maafi maang li. 

Yahi wo chiz hai jo acche bure ka farq waaze karti hai.]
Slide 29 of 38

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us