For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Adam (Adam Alayhis Salaam ka qissa)

34) QABEEL & HABEEL!!

For the first time, Adam & Hawwa Alayhis Salaam became parents of a pair of twins. 
One was a boy & one was a girl. 
The name of this boy was QABEEL.

A year later, they again became parents of another pair of twins, one boy & one girl.
The name of this boy was 
HABEEL.

To continue generations, ALLAH commanded Adam Alayhis Salaam to marry Qabeel with the twin sister of Habeel & Habeel with the twin sister of Qabeel when they attained maturity.

☆Real siblings are not allowed to marry each other, but this was a necessity, so it was allowed only at that time.

[Adam aur Hawwa Alayhis Salaam pehli baar judwa baccho ke waldain bane jisme 1 beta aur 1 beti thi.
Bete ka naam QABEEL tha. 

1 saal baad wo phir se judwa baccho ke waldain bane jisme dobara 1 beta aur 1 beti thi. 
Is bete ka naam HABEEL tha.

Jab wo bacche apni jawaani ko pohche, to ALLAH ne Adam Alayhis Salaam ko hukum diya ke Qabeel ki shadi Habeel ki judva behen se karwaye aur Habeel ki shaadi Qabeel ki judva behen se.

☆ Ye hukum sirf us waqt ke liye tha take insaano ki abaadi aage bade lekin uske baad ye hukum mansookh kar diya gaya yani sage bhai behen aapas me nikah nahi kar sakte.]
Slide 34 of 38

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us