For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Adam (Adam Alayhis Salaam ka qissa)

35) JEALOUSY & SACRIFICE!!

The elder brother, Qabeel was an aggressive person while the younger one, Habeel was a soft hearted one.

When the commandment of marriage came, Qabeel became jealous of his younger brother Habeel because his twin sister was more beautiful than the twin sister of Habeel and he did not wanted to marry her. 

Adam Alayhis Salaam prayed to ALLAH to give a solution.
ALLAH commanded that each one must offer a sacrifice in His way, and whoever makes the best sacrifice, will marry that girl.

Habeel offered the best of his flock while Qabeel offered the worst of his grains in the way of ALLAH.

Naturally, ALLAH accepted the sacrifice of Habeel & rejected the sacrifice of Qabeel.

Quraan mentions-
"They both offered a sacrifice to ALLAH, and it was accepted from one of them but was not accepted from the other." (5:27)

[Bada bhai Qabeel ek ghusse wala shakhs tha lekin chota bhai Habeel bohot naram dil tha. 
Jab shadi ka hukum aaya to Qabeel ne inkaar kar diya kyuki uski judwa behen zyada khoobsurat thi Habeel ki judwa behen ke muqable.

Is kashmakash mei, Adam Alayhis Salaam ne ALLAH se iska hal maanga.
ALLAH ne farmaya ke un dono se kaho ke ALLAH ke raaste mei koi qurbaani kare aur jiski qurbani zyada acchi hogi wo us ladki se shadi kar sakta hai. 

Habeel ne apne sabse acche mowaishi jaanwar ki qurbani pesh kari lekin Qabeel ne bekaar (na- kaara) anaajo ko ALLAH ke raaste me diya.

 Phir hukum ke mutabiq, Habeel ki qurbani qubool ho gayi aur Qabeel ki nahi hui.]
Slide 35 of 38

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us