For Enquiry +91-9211626023

Seerah- Prophet Muhammad ﷺ (Part 4)

1️⃣2️⃣ INVITATION TO MADINAH!!

In the second pledge of Aqabah, muslims of Madinah invited Prophet ﷺ and the believers to come to Madinah where they would provide them protection.

Taking advantage of this offer, many Muslims migrated to Madinah.

However, Prophet ﷺ did not leave Makkah because he was waiting for ALLAH'S commandment to come.

Although the majority of believers left Makkah hiding from the pagans, UMAR رضي الله عنه left Makkah with full confidence in front of the pagans and no one dared to stop him.

Also, the believers who migrated to Abyssinia also came to Madinah and now almost all the believers gathered in Madinah.

[ Doosre Bait e Aqabah ke dauraan, Madinah ke musalmano ne Makkah ke musalmaano ko aur Muhammad ﷺ ko Madinah aane ki dawat di jaha wo unhe hifazat ke sath rakhenge.

Iss dawat ko Makkah ke musalmaano ne qubool kiya aur Madinah hijrat karna shuru kiya.

Lekin abhi Nabi ﷺ ne Makkah nahi choda kyuki wo ALLAH ke hukum ka intezaar kar rahe the.

Halaanke zyadatar sab hi musalmaan, Makkah ke mushrikeen se chupte chupaate hue Makkah chod rahe the, lekin UMAR رضي الله عنه puri quwwat ke saath sabke saamne se guzar rahe the aur kisi ki majaal nahi hui ke unhe koi rok sake.

Udhar, Habsha mei bhi jo musalmaan Hijrat karke gaye the wo bhi Madinah pohoch gaye aur is tarah Madinah mei taqreeban sab Musalmaan ikhatha ho gaye.]
Slide 39 of 46

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us