For Enquiry +91-9211626023

Story of Prophet Ilyaas (Ilyaas Alayhis Salaam ka qissa)

4) THE REWARD AND THE PUNISHMENT!!

Like always, the majority of the people rejected to what Ilyas Alayhis Salaam said and called him a LIAR.

Qur'aan mentions-

"But they called him a liar, therefore they shall surely be brought up ( for the punishment).

But not the servants of ALLAH, the purified ones.

And We left for him (a good remembrance) among the later generations.

Peace be on Ilyas.

Verily, We do reward the Muhsineen (doers of good).

Surely he was one of Our believing servants. (37:127-132)

[Jaisa ke humesha hota aaya hai, aksariyat qaum ne Ilyas Alayhis Salaam ki baat ko jhutla diya aur unhe JHOOTA qaraar diya.

ALLAH ne unhi logo ka zikr karte hue Qur'aan mei kaha ke yahi log hai jinhone Ilyas ko jhoota kaha hai, to wo yaqeenan uthaye jayenge aur waha unhe iski saza zaroor milegi.

Lekin sath sath ALLAH ne imaan walo ko bhi itminaan diya ke ye saza unke liye nahi hai jo ALLAH ke bande hai aur jo ALLAH ke liye khaalis hai.

Phir ALLAH ne Ilyas Alayhis Salaam ki tareef bayaan kari aur kaha-

"Aur humne Ilyas ko ainda aane wale logo ke liye ek acchi naam-bari ata farmayi hai yani log unhe acche naam se yaad karte hai.

Salaamti ho Ilyas par.
Isi tarah hi Hum (yani ALLAH) Muhsineen ko behetreen ajar dete hai.
Beshak Ilyas Humare nek bando mei se the."]
Slide 4 of 5

Call us for further information. We are here to help you anytime.

We're available for 24 hours!

Call Us Now +91-9876543210
Contact Us